सोमवार, 28 मार्च 2011

गुलाम अली साहब की एक कीमती गजल

 गुलाम अली साहब की  एक  कीमती  गजल आपकी महफ़िल मे  पेश hai .........बहुत  प्यारी और  उम्दा गजल Yeh Dil Ye Pagal Ye dil Mera   ,,,,      

ye dil ye paagal dil mera
ye dil ye paagal dil mera
Kyon bujh gaya awaargi
ye dil ye paagal dil mera
Kyon bujh gaya awaargi

is dast mein ek shahr tha(2)
wo kya hua awaargi
ye dil ye paagal dil mera

Kal shab mujhe be-shakl ki awaaz ne chaunka diya
mein ne kaha tu kaun hai(2)
usne kaha awaargi
is dasht mein ek shahr tha(2)
wo kya hua awaargi
ye dil ye paagal dil mera

Ye dard ki tanhaiyaan(2)
ye dasht ka veeran safar
hum log to ukta gaye(2)
apni suna awaargi
is dasht mein ek shahr tha(2)
wo kya hua awaargi
Find More lyrics at www.sweetslyrics.com 
ye dil ye paagal dil mera

Ek ajnabi jhonke ne jab poochha mere ghum ka sabab(2)
sehra ki bheegi reth par(2)
maine likha awaargi
is dasht mein ek shahr tha(2)
wo kya hua awaargi
ye dil ye paagal dil mera

Kal raat tanha chaand ko dekha tha maine khwaab mein(2)
mohsin mujhe raas ayegi(2)
shayed sada awaargi
ye dil ye paagal dil mera
Kyon bujh gaya awaargi
is dasht mein ek shahr tha
wo kya hua awaargi

ye dil ye paagal dil mera
Kyon bujh gaya awaargi
                                                                                                                               

रविवार, 27 मार्च 2011

dard ki tasveer he aurat

beti kya hu afat ho gai,
jindgi ko dukho ki aadat ho gahi,
bachapan se lekar budape tak ,bas kam hi kaam,
bechari ki jindgi bik gai 2kodi ke daam,

jindgi ke har sapne tut kar rah gaye,
jese pani ki ak lahar se rat pe bane garonde bikar gaye,

bachari ka jivan jisme din bhar kare kam,fir bi na mile aaram,
he uske jivan me,galiyo ka sukh,
bechari kaha jaye ,he isi me kush,

chahe ma ka rup ya bahu or ho ya beti,
sabne uske pero me jakdi he bandisho ki bedi,
                                                                                 
na badla he jamana,na badle he rivaj,
aj bi betiyo ko karte he sb najar andaaj,

jiski khokh se janmate he jo log,
wo log hi chin lete he uski khokh,

sati pratha, bal vivah or dahej ki aag me jal ghai,
fir bi na raham aya ,kahate he ki wo afat ban ghai
                                                                                   by swati jain

बुधवार, 23 मार्च 2011

bahti hawa

bahati hawa ka jokha aaya,
dekho uska sab kutch uda le gaya,
wo na jani thi,na samji ti
ki kal kya hone wala he
ak pal me sab kutch bikharne wala tha
na waqt use sambhal paya na wo waqt ko sambhal pai

or le gaya waqt uska har sapna cura
or chod gaya tanhai ka aalam
sochti he wo aab kya hoga
kya wo bikhre palo ko samet legi    kya aapne aagan me bhi roshni ke diye jala legi
rok sakegi tanhai ke aalam ko
mita sakegi aandhkar se bahre jivan ko
kar sakegi sare jaha me roshni
kya milega use uska koya hua samman
jis waqt ne use choda kya wo waqt hi louta sakega uska maan

bahti hawa-----------------
dakho uska---------------
wo bi rukne wali nahi ti
soch liya tha kutch karke dikhungi
apna koya samman kudh hi pake rahungi
mushkilo se ladne ko tayaar ti
bhad chale te kadam uske
dundh rahi ti apni manjil ko
umid thi aapne bade hue kadmo ko ladkhdane nahi degi
koshish puri ti ki apni manjil tak pahuch kar hi dum legi
kutch naye sapno ko bunane lagi ti
ha; is bar sapno ki dor me majbuti thi
taki koi hawa ka jouka tod na paye us dor ko
mile manjil or dundh paye wo apne naye chor ko
  har subha ki kiran ka ujiyara
dur kare uske jivan ka andhiyara
mil jaye use uski manjil
tham jaye dukho ka silshila 
lout aye kushiya or fela sake jag me ujiyara
kartvyata ke path pe rahkar
sanmarg ke raste ko na chode
apne rukh ko apni nai manjil ki taraf mode
path ka rasta galat na ho
chahe uska vasta mushkilo se hi juda ho
har mushkilo ki dava he
isliye jine ki icha or na marne ki chaha he
bahti hawa--------------------
dekho-------------------------

   wo kutch he
kahati he sabse ki waqt kesa bhi ho bura ya acha
   par kutch sikha jata he
use bhi is waqt ne bahut kutch sikha diya
har parishtiti me jina or mushkilo se ladna sikha diya
is waqt se use na koi gila ta na koi shikva
haa;  dukh to tha use is waqt ke dard ka
par fir yahi, ki har dard ki dava hoti he
or isi dard me mushkura kar jine ki chaha hoti he
bahti------------------
dakho--------------------
   louat aayegi ak din uski bhi sari kushiya
mil jayegi manjil ,kil jayegi kaliya
charo taraf ujala hoga,naye sapne man me honge
or hogi un sapno ko puri karne ki chaha
bahti hawa-------------------------
dekho----------------------
                                    swati jain